Blog kya hai aayi jante hai kuchch naya sikhte hai.
Namaskar friend,
Hello, how are you, i am Rajesh prajapati and wel come in my portal Education job gk portal. Jaha me aap ko Education ke releted update, Job releted news, primary school update, gr, technology ki bate batata hu. Mai aap ko tech ki jankari bhi deta raheta hu. Aap ko agar meri ye post achhi lage to apne group me share karna. Or muje comment bhi karna.
Dekhiye friend pahle to hume ye jan lena chahiye ki Blog kya hai in Blogging log kyu karte hai?. To friend blog google ki ek product hai. Aap ne google ka nam to suna hoga. Aap ne gogle ka use bhi kiya hoga. Google ek search engine hai. Jis me hum sub kuchh search karke kuchh naya sikh sakte hai. Hum friend google ke jariye nayi jankari pa sakte hai. Naya sikh sakte hai. To google aaj guru ho gaya hai.
Google ki hi ek product Blog hai. Blog ek google dvara di gayi service hai. Friend google ne blog ke name ki bahot hi achhi service hume di gai hai. Blog me hum apne vichar present kar sakte hai. Blog me apni bato ko rakh sakte hai. Blog me hum apne vichar jari kar sakte hai. Blog ek esa madhyam hai jo hume apne vicharo ko rakhne ka ek platform deta hai.
Blog pe jo article hum likhte hai. Wo puri duniya blog ke jariye padh sakti hai. Hamari man ki bat ko duniya ke samne lane ke liye google ne blog ki service dekar bahot hi achha kam kiya hai. Google ne blog ki product dekar hume apne vicharo ko rakhne ka ek achha platform diya hai.
.
Blog ka hamara article google ke search engine me aata hai. Jiske jariye hum apne blog ke jariye apni bat rakh sakte hai. Apna knowledge share karte hai. Apne knowledge ko share karke dusre ko gyan de sakte hai. Blog gyan dene ka bhi acha madhyam hai. Aaj kai teacher kuchh naya sikhane ke liye apne blog me article likhte hai. Jo article student padh kar kuch naya sikhte hai. Blog ek sikhane ka achha madhyam hai. Sikhna or sikhana blog ke jariye ho sakta hai.

Blog ka likha hua koi bhi article simit nai rahta hai. Google search me la kar ke hum apni bat ko apne gyan ko apne vichar ko pure world me le ja sakte hai. Puri duniya blog ke jariye hamara article padhkar kuchh naya sikti hai. Facebook par likhi gai post facebook ke kuchh simit friend tak hi padhi jati hai. Lekin blog me likha huya article pura duniya me padha jata hai. To ab aapko pata chala hoga blog ka kya important hai.
Blog ko bana ne ka koi paisa nai lagta hai. Google hum se blog apna khud ka blog banane ka pasia kabhi nahi leta hai. Hume kisi bhi tarah ki fee is me chukani nai padti hai. Hum free me blogger.com par ja kae.
Tags : Blog, Blog kya hai, Blog kiski product hai
Tags : Blog, Blog kya hai, Blog kiski product hai